Khana-e-Kaaba Ki Aftaari:
.
Khana Kaaba Main Aftari k Liye Bichaye Jany Waly Dastarkhuaan ki length 12 km hoti hai,
Ye Tawaaf ki jaga bichaya jata hai, is par 12 lakh Rozay daar daily iftaar karte hain.
.
Is Aftaari pe daily 10 lakh Saudi Riyal kharcha hota hai.
Aur Dunya ki ye sab se barri aftari 10 Min main samait li jati hai. Aur Farsh dho diya jata hai.
Rozana 50 lakh dates aur 20 lakh Aab-e-Zam Zam ki bottles aftari main istemal hoti hain.
Subhan Allah
.
Dua Karen mujhe Aur Aapko bhi Wahan ki Afaari naseeb ho. Aamen.
Hadees-e-Nabwi (S.A.W)
"Sehri Zaroor Khaya karo, Is liye k Is Main Barkat Hai."
(Bukhari / Muslim)
Aaj Aftari Mere Sath Karna.
.
Bas Aatay Waqt 4 Samosay, Fruit Chat, Dahi Barray Aur Ek Barri Wali Coke Yaad se lete aana. ok?
.
Phir na Kehna Tumhain Invite Nahi Kya.
Samosay
.
.
Rooh Afza Ka Jug
.
.l"" l)
l__l
.
Bananas
.
) ) ) ) )
.
Jalebi
@@@@
.
Pakoray
.
Ye lijiye apki pehli Aftari,
hamri taraf se.
No comments:
Post a Comment