Ye anasir ka purana khail, ye duny e doon
Sakine arsh azam ki tamanao ka khoon
Iss ki barbadi pe ajj amada ha wo karsaaz
Jiss ne is ka naam rakha tha jahan ka fanoos,
Main ne dikhlaya faranki ko malookiat ka khawab
Main ne tora masjid o kaleesa ka fasoon,
Main ne nadaron ko sikhlaya sabik takdeer ka,
main ne mungim ko dya sarmayadari ka janoo
Kon kar sakta hai, is ki atish soozan ko sard
Jiss ke hangamo main ho ablees ka sooson
Jiss ki shakhain hon hamari abyari se buland
kon kar sakta hai, iss nakhal e kohn ko sarnikgoon
No comments:
Post a Comment