logoon se kuch alag hain meri sooch k khial shahid
kantoon ko choomta hoon phoolon ko jalane k waste
nahi humko shikayat ab kisi se
bas apne ap s ruthey hue hain
bazahir khush hain lekin
ek such bataye hum ander se toote hue hain
dil to karta hai zindge ko kisi qatil k hawale kar don mohsin
judai me ye roz roz ka marna mujhy acha nahe lagta
Totay howay paimanay main jaam nahin aata
Ishq k mareez ko araam nahin aata
Aey dil tornay walay tuney yeh to socha hota
Toota howa dil kisi k kaam nahi ata
No comments:
Post a Comment