Logon ki zarorton ka tum sai wabasta hona tum par ALLAH ki anayat hai.
(Hazrat Imam Hussain)
gunah kisi na kisi sorat me dil ke parishan rakhta he.
(Hazrat Usman )
Ustaad ki maar baap k pyar se achi hai
[ HAZRAT LUQMAN ]
Chand k baghair raat bekar hai, aur ilm k baghair zehan.
[HAZRAT ABU BAKAR ]
Jo tujhey teri khamiyan batayewo tera dost hai.
[HAZRAT UMER ]
Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho.
[HAZRAT ALI ]
Gunah tumhen itna nuqsan nahi puhncha sakta jitna k Musalman ko khwar karna or be izzati karna.
(Khwaja Gharib Nawaz Rahmat Ullah Alaih)
No comments:
Post a Comment