Mehfil na sahi tanhai to milti hai,
Milna na sahi judaii to milti hai,
Kaun kehta hai pyaar me kuch nahi milta,
Wafa na sahi be-wafaii to milti hai.....
Woh bevafa nikli toh kya hua,
kuch dino ka toh saath nibhaya tha,
tadapta hua chhod gayi toh kya gilla,
tadapna bhi toh ussi ne sikhaya tha...
No comments:
Post a Comment