Hum tery hijer main ander se toot jaty hain,
zinda rehty hain mager ander se toot jaty hain,
jab kabhi bolta hai hans ke kisi aur se tu,
kitny hanjer mery seeny main uter jaty hain,
Ankhain Bujhi Bujhi si, Lehja thaka thaka sa,
Phir Zabt kar rahay ho, Koye Gham Naya Naya sa,
Mumki Nahi ye Duniya, Phir baat man jayee,
Kehnay tu do jo hak hay, ye Hak to hay Zara sa,
ye jo ha hukm mere pas na aye koi,
iss liye ruth rahe hain k manaye koi,
tak main hai nigah-e-shauq khuda khair kare,
samane sa mere bachta hua jaye koi,
tum bhi khafa ho log bhi beraham hain dosto,
ab ho chala yaqin k bure ham hain dosto,
kis ko hamare hal se nisbat hai kya karain,
ankhain to dushmano ki bhi purnam hain dosto,
No comments:
Post a Comment