MAAFI mangnay ka ye matlab hargiz nahi hota hai.
K
Aap Ghalat Ho.
Balke
Iska Matlab Hai k
Aap Apne Taaluq ko Apni Anaa se Ziyada Ehmiyat Dete Hain.
Mere kuch lafz aise hain,
Jo apni band aankhon se,
Tere dil ki her ek tehreer parhty hain,
Woh hain to lafz he lekin,
Woh ek taqdeer rakhty hain,
Kabhi jo rooth jao tum,
Na mujhse maan pao tum,
To tumko woh mananay ki,
Her ek tadbeer rakhty hain,
Mere kuch lafz aise hain.
Narazgi bhi tumhari gawara na kar saky,
Aur tumhari Muhabbaton se kinara bhi na kar saky,
Mere tamam khuab adhuray he reh gaye,
Hum khuab main bhi khud ko tumhara na kar saky.
No comments:
Post a Comment