Sardar: yar ajj pehli bar main ne acha kaam kya, jiss per logon ne mujhe bohat mara
Man: wo kya..
Sardar: Aik makan main aag lagi thi, aur andar kuch logg the, main ne window tori aur andar ja kar sab logon ko bahir nikal dya....
Man: to logon ne kyon mara....
Sardar: Yaaar....kyon ke wo sab fire fighter the...
No comments:
Post a Comment