Latest SMS Messages in Hindi, Urdu and English. Best 1 line, 2 line and 4 line quotes and sayings for mobile Text Messages and Whatsapp Status.
Latest SMS Whatsapp Messages including Funny SMS, Hindi SMS, Good Night Messages, Good Morning Wishes, Friendship SMS, Urdu Poetry, Inspirational Love Quotes, Naughty SMS for Whatsapp to your Friends and family.
Showing posts with label Pathan SMS. Show all posts
Showing posts with label Pathan SMS. Show all posts

parhai jari rakho.


Pathan apny dost sy:

Aj kal kya kr rahy ho?

Dost:

Khan bhai M.Sc kr raha hn.

Pathan:

Yara jo marzi karo par sath sath parhai jari rakho.


Darwaza bahir kholain


Pathan ne new car li,
Dost ko kaha, Iss per kuch aisa likhwa do k,

Logg deht sath pehchan jaye ke ye

Pathan

Ki car hai,



Dost ne likhwa dya,

Darwaza bahir kholain…..






Pathan Ne M.A mai 1st Position Li:


Pathan Ne M.A mai 1st Position Li:
Teacher ne pocha: Ab Agay Kya Karne Ka Irada Hai?
Pathan:
.
Bachpan Se Shoq Tha
K
CHOWKIDARI Karon.


Once a Pathan goes for INTERVIEW



Once a Pathan goes for INTERVIEW
on the Gate he said May i come In Sir.
Officer wait Please.
Pathan 80 KG

Pathan was eating roast in hotel


Pathan was eating roast in hotel
after eating roast he as chewing bone
beside him a Indian was eating PULSE
he make jokes with Pathan and asked him
what are eating dogs in your town
Pathan siad : PULSE

Teacher to Pathan where you born?????


Teacher to Pathan
where you born?????
Pathan says Proudly.
i born in PAKHTOON KHAWA
teacher ok spell it
pathan i think i was born in N.W.F.P.

Zubaida Aapa ke Totkon ki Shandaar Kamyabi k bad ab pesh hai,




Zubaida Aapa ke Totkon ki Shandaar Kamyabi k bad ab pesh hai,
Zubaida Aapa ki paheliyan,
Wo konsa Khan hai jo Pathan nahi?
.
.
.
Daster khan

Pathan ne 30 rupe ki lottery li….., 1 karor ka inaam nikla Tax kat kar 90 lac mile Pathan



Pathan ne 30 rupe ki lottery li….., 1 karor ka inaam nikla Tax kat kar 90 lac mile Pathan Bola: Hum ko poora pesa chahye warna Hamara 30 rupe wapis karo

Pathan Haleem kaha raha tha,



Pathan Haleem kaha raha tha,
Ed Makhi us main beth gayi,
Pathan usay ura kebola,
.
.
.
.
O Begairat ka bachi ye wo nahi hai,
Jo tu samjh raha hai,:-)

Bachoon si tabiat hai ham Ehl e Muhabat ki,



Bachoon si tabiat hai ham Ehl e Muhabat ki,
Zid karna, Machal jana, Phir khut he sambhal jana….

Pathan: Hum tera 64 ka 64 dant tor dega



Pathan: Hum tera 64 ka 64 dant tor dega
Pas khara 1 admi bola: Khan! dant to 32 hote hen.
.
.
.
... .
.

Khan: hmko pata tha k tum beech me bole ga issi liye tumhara b mila k btaya hy .

Pathan ney apnee bhabe ko

Pathan ney apnee bhabe ko katal kar dia
Police: tum nay apnee bhabe ko katal Kyu kia?
Pathan: Mere dost kay pas call aaee
Woh hans hans kay baat kr rha tha.
Main ne pucha kaun hai.
To bola tmhari BHABI

Pathan aur Garmi Funny Joke

Admi Pathan se: agar app ko garmi lagy to app kya karo gay?
Pathan: jenab hum a.c k pass ja k beth jain gay.

Admi: agar phir bhi appko garmi lagy to kya karo gay?
Pathan: janab tab hum a.c on kar lain gay.

Dost Pathan se - Urdu Joke

Dost Pathan se: Ajj raat main kya kahen ka program hai?
Pathan: Machli
Dost: Main nahi khaon ga, Uss main kaante bohat hote hain
Pathan: yaara Chapal pehan kar kha lena

1 pathan ne facebook pe

1 pathan ne facebook pe account bana lia

usko yeh samjh nai araha tha ke wall pe kya likhe

Bohat sochne ke baad us ne likha
.
.
.
.
.
.
.
"yaha pishaab karna mana hai!"

Pathan aur Air Hostess

Jahaaz me air hostess ne Pathan ko ulti karte dekha to wo shopper de gae ke is me kar lo.

Thori der bad Air hostess dekhti hae ke sab ulti kar rahe hain or Pathan so raha hae.

Usne Pathan se pucha ke sub kyun ulti kar rahe hain?

Pathan: Hum ne ulti kiya sab ne bura mana, hum ne wapis pe lia.

Egnlish Jokes on Pathan

Teacher to Pathan
where you born?????
Pathan says Proudly.
i born in PAKHTOON KHAWA
teacher ok spell it
pathan i think i was born in N.W.F.P.


Pathan was eating roast in hotel
after eating roast he as chewing bone
beside him a Indian was eating PULSE
he make jokes with Pathan and asked him
what are eating dogs in your town
Pathan siad : PULSE


Once a Pathan goes for INTERVIEW
on the Gate he said May i come In Sir.
Officer wait Please.
Pathan 80 KG

Pathan Jokes SMS Collection

Pathan Ne M.A mai 1st Position Li:
Teacher ne pocha: Ab Agay Kya Karne Ka Irada Hai?
Pathan:
.
Bachpan Se Shoq Tha
K
CHOWKIDARI Karon.



Foji Prade K Doran Officer Ne Pathan Sipaahi Se Pucha:
Ye Haath Main Kya Hai?
Gul Khan: Sir, Ye Bandooq Hai.
Officer: Ye Bandooq Nahi, Tumhari Jaan Ka Hissa Hai,
Tumhari Maa Hai Maa.
Then Officer To 2nd Pathan. Bandooq Ki Taraf Ishara Karte Huye:
Ye Kya Hai?
2nd Pathan: Sir, Ye Gul Khan Ki Maa Hai.


Pathan: Yara Hum bohat Pareshan hai.
Major Rohail: Kyu Khan Saab?
Pathan: Yara Subah se koi humain,
“Battery Low” k Naam se Miss Bell de rha hai

Pathan SMS Jokes in Urdu

Ek paithan hotel mai apni girl friend k sath gya.....
Khana khane k baad bola...
Hum aik baat kahe...
Girl:-bolo na
Pathan:- bil adha adha na kar lain


Ek pathan rozana rait ki bori cycle ke peechay rakh kar border cross karta tha.
bohat Dafa check karnay per bhi border force ko kabhi kuch na mila.
Akhir ek din khan ko rok kar pooocha giya;
khan sahib tum aakhir kis cheez ki smuggling kartat ho;
KHAN ;cycle ki


Pathan ko gali me se 1000 ka note mila, jispe likha the
"EID MUBARAK"
Usne apni jaib se 1000 ka note nikala or us pe
KHAIR MUBARAK
likh kar wahain per rakh diya.

Funny SMS Jokes on Pathan

Pathan: Yaar Sooraj Raat Ko Kyu Nhi Nikalta?
2nd Pathan: Ha ha ha ha!
Niklega Bhi To Andhere Main
Tere Baap Ko Bhi Nazar Nahi Aaye Ga


The Best Shair Written On A Rickshaw!
Hino Ka Baap, Nissan Ka Nana..
Yeh Rickshaw Chala Raha Hai Pathan Deewana.


Ek Pathan Cinema mai "Jurrasic Park" movie dekh raha tha.
Ek Dinosaur dorta huwa samne ki taraf aane laga to wo bhaga.
Gate Keeper: Bhagte kyun ho, Ye to khali film hai..
Pathan: Woh to janwar hai, Wo nahin janta k yeh film hai